Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan aaa mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab ek yahi mera bandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan avirat raha bhatakta ab tak bhatkun aur abhi main kab tak avirat raha bhatakta ab tak bhatkun aur abhi main kab tak paa lun kewal tujhko hi maa paa lun kewal tujhko hi maa ek yahi meri hai lagan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan tere charnon par hoon arpan mere jeevan ke gun awagun tere charnon par hoon arpan mere jeevan ke gun awagun saari vyathayen door karo maa saari vyathayen door karo maa ho kushimit mera nandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan saare raag virag huye ab moh saare tyaag huye ab ek yahi mera bandhan mera jeevan teri sharan mera jeevan teri sharan jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa jai maa jai jai maa jai jai maa
mere darwaze se ab chaand ko rukhsat kar do saath aaya hai tumhaare jo tumhaare ghar se apne maathe se hata do ye chamakta hua taaj fenk do jism se kirnon ka sunahri zewar tumhi tanha mere ghum khaane mein aa sakti ho ek muddat se tumhare hi liye rakha hai mere jalte huye seene ka dahakta hua chaand jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the aankh mein noor ki aur dil mein lahoo ki soorat yaad ki tarhaa dhadakte huye dil ki soorat tum nahin aaye abhi phir bhi to tum aaye ho raat ke seene mein mehtaab ke khanjar ki tarah subah ke haath mein khursheed ke sagar ki tarah tum nahin aaoge jab phir bhi to tum aaoge zulf tar zulf bikhar jayega phir raat ka dam shab e tanhaai mein bhi luqsh e mulaqaat ka rang aao aane ki karen baat ke tum aaye ho aao aane ki karen baat ke tum aaye ho ab tum aaye ho to main kaun si sheh nazar karun ke mere pass siwa mehrooh waffa kuchh bhi nahin ek dil ek tamanna ke siwa kuchh bhi nahin ek
mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon khud ko kho ke tujh ko pa kar kya kya mila kya kahoon teri ho ke jeene main kya aaya maza kya kahoon kaise din hain kaisi raatein kaisi fiza kya kahoon meri ho ke tune mujhko kya kya diya kya kahoon ho o o mere pehlu mein jab tu hai phir main dua kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon aa aa aa aa aa o o o o hai ye duniyaan dil ki duniyaan milte rahenge yahaan lootenge hum khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan armaanon ke chanchal taare aise bahenge yahaan ye to sapnon ki zannat hai sab hi kahenge yahaan ye duniyaan mere dil mein basi hai dil se juda kya karoon dil bhi tu hai jaan
maine dil se kahaa maine dil se kahaa aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa jab se koyi mila tu hai khoya huwa ye kahaani hai kya hai ye kya silsila aye deewaane bataa maine dil se kahaa aye deewaane bataa dhadkanon mein chhupi kaisi aawaaz hai kaisa ye geet hai kaisa ye saaz hai kaisi ye baat hai kaisa ye raaz hai aye deewaane bataa mere dil ne kaha mere dil ne kaha jab se koi mila chaand taare fizaan phool bhanware hawaa ye hansi waadiyon neela ye aasmaan sab hai jaise naya mere dil ne kahaa maine dil se kaha mujhko ye to bata jo hai tujhko mila usmein kya baat hai kya hai jaadoogari kaun hai wo pari aye deewaane bataa mere dil ne kaha na wo koyi pari na koyi mehzabin na wo duniya mein sabse hai zyaada haseen seedhi saadhi si hai bholi bhaali si hai lekin usmein adaa ek niraali si hai uske bin mera jeena hi bekaar hai maine dil se kaha baat itni si hai ke tujhe pyaar hai mere dil ne kaha mujhko ikraar hai haan mujhe pyaar hai haan mujhe pyaar
mere jaise ban jaaoge mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega deewaron se takraaoge deewaron se takraaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega har baat ganwaara kar loge mannat bhi utaara kar loge har baat ganwaara kar loge mannat bhi utaara kar loge taabeze bhi bandhwaaoge jab ishq tumhen ho jaayega taabeze bhi bandhwaaoge jab ishq tumhen ho jaayega tanhaayi ke jhule jhuloge har baat purani bhuloge tanhaayi ke jhule jhuloge har baat purani bhuloge aaine se ghabraaoge jab ishq tumhen ho jaayega mere jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayega jab suraj bhi kho jaayega aur chaand kahin so jaayega jab suraj bhi kho jaayega aur chaand kahin so jaayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jaayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jaayega bechaini jab badh jaayegi aur yaad kisi ki aayegi bechaini jab badh jaayegi aur yaad kisi ki aayegi tum meri ghazalen
mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan mere urr ke ujde van mein karunamayi vichro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar praanon ke gehre gehwar mein mamtaamayi vihro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro
meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar na manzilon ki kuchh khabar main kaarwan ko kya karun main kaarwan ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin tufaan ki hai aarzu tufaan ki dua karun tufaan ki dua karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karun kaali ghata ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila
meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh jaise hirni paani ke naloon ko tarasti hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh hmm raat aur din aansoo bahte hain duniya wale sab kahte hain hai kaun kahan hai tera khuda kyun hai itna bechain ye dil kyun jaan ye girti jati hai hoga kis din deedar tera kab hoga milna rubaroo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh yerdaan ki zameen se gaoonga kohe mizgaar se gaoonga gaharaon se geharaon tak raat aur din hoga tera karam main geet dua ke gaoonga wo mujh pe kare apni rahmat hai meri bus ye aarzoo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh dushman ki malamat teer si hai kyun us ke zulm ka saug karoon chattan hai meri mera khuda wo mujh se yeh har dam kehte hain hai kaun kahan hai tera khuda hoga kis din deedar tera mere toote dil ki aas hai tu meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi
aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa heyyyy aaaaaaa aaaaaaa heyyyy aa aaaa aaa aaaaaaa meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon ye aadhi raat ko phir chudiyan si kya khanakati hai koi aata hai yaa meri zanjeeren chhanakti hain ye kaisi hook si hooooooooooooooooook hooooooooooooooooook ye kaisi hook si uthati hai khaamoshi ke seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon bahut lambi hain raahen pyaar ki aur zindagi kam hai ghata bhi ghir ke aayi har diye ki lau bhi madham hai kinara dooooooooooor kinara dooooooooooor kinara door hota jaa raha hai phir safeene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon
meri zindagi kisi aur ki meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai mera aks hai sar e aaina mera aks hai sar e aaina pas e aaina koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si mujhe kya pataa mere dil bataa mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri tere desh mein mere bhes mein tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane kahaan rahe wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane
mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se kabhi aake manzir e aam par kabhi hat ke manzir e aam se mujhe de rahe hain tasalliyaan na garaz kisi se na waasta mujhe kaam apne hi kaam se tere zikr se teri fikr se teri yaad se tere naam se mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya tujhe marhawa tujhe marhawa tu pilaaye jaa tu pilaaye jaa isi chashm e jaam be jaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan teri suboh aish hai kya bala tujhe ae falak jo ho hausla kabhi kar le aake muqaabla gham e hijr yaar ki shaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan
mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin jab mere bachpan ke din the chaand mein pariyaan rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek wo din jab ped ki shaakhen bojh humara sehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek wo din jab aao khelen saari galiyaan kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek wo din jab shaamon ki bhi palken bojhal rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo kaa ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo
na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye dil ko apne sazaa na de yun hi dil ko apne sazaa na de yun hi iss zamaane ki berukhi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye kal jawaani ka hashr kya hoga kal jawaani ka hashr kya hoga soch le aaj do ghadi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye har koi pyaar dhundta hai yahan har koi pyaar dhundta hai yahan apni tanha si zindagi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye waqt ke saath sath chalta rahe waqt ke saath sath chalta rahe yehi behtar hai aadmi ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye na mohabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye
naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain humne dekha hi nahin bolte unko ab tak humne dekha hi nahin bolte unko ab tak kaun kehta hai ke pathar ke sanam jhoothe hain kaun kehta hai ke pathar ke sanam jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain unse miliye to khushi hoti hai unse mil kar unse miliye to khushi hoti hai unse mil kar shehar ke doosre logon se jo kam jhoothe hain shehar ke doosre logon se jo kam jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain bas yahi sach hai ke tum jhoothe ho hum jhoothe hain naa shivale naa kalisaa naa haram jhoothe hain kuchh to hai baat jo tehreeron mein taasir nahin kuchh to hai baat jo tehreeron mein taasir nahin jhoothe fankaar nahin hain to kalam jhoothe hain jhoothe fankaar nahin hain to kalam
naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota dooboya mujhko hone ne naa hota main to kya hota hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka naa hota gar juda tan se to zaanon par dhara hota huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehna ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota
nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay monete fagun ele mon jole jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay monete chandni ele mon alo pay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay
nasheeli raat mein jab tumne zulfon ko sanwara hai nasheeli raat mein jab tumne zulfon ko sanwara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat gulon ko mil gayi rangat tumhare surkh gaalon se sitaaron ne chamak paayi tabassum ke ujaalon se tumhari muskurahat ne baharon ko nikhara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat lab e rangeen are tauba gulaabi kar diya mausam tumhari shokh nazron ne sharaabi kar diya mausam nashe mein choor hai aalam nasheela har nazaara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat
om om om om om anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme
paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai bhatkat hirday udaasi re bhatkat hirday udaasi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke koi mathura koi kaashi re koi mathura koi kaashi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho sehaj mile avinaasi deh sehaj mile avinaasi deh paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi
parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna jahan dariya samandar se mila darya nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai hamare shehar mein bhi ab koi hum sa nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta mohabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti hai koi insaan tanhaai mein bhi tanha nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Jeevan Teri Sharan Jagjit Singh 06:21 36655
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 36655   

Mere Darwaze Se Ab Chaand Jagjit Singh 05:48 36741
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:48   Song Number : 36741   

Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Bhavna (1984) 05:31 12910
 
Poster of Bhavna (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Mark Juber
Duration : 05:31   Song Number : 12910   

Mere Dil Ne Kaha Jagjit Singh 04:47 39340
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 39340   

Mere Jaise Ban Jaoge Jagjit Singh & Chitra Singh 06:17 15956
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:17   Song Number : 15956   

Mere Mann Ke Andh Tamas Mein Jyotirmayi Utro Jagjit Singh 07:06 15524
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:06   Song Number : 15524   

Meri Ajab Hai Zindagi Jagjit Singh 05:09 32494
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:09   Song Number : 32494   

Meri Rooh Khuda Ki Christian Devotional 06:46 11386
 
Poster of Christian Devotional
 
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:46   Song Number : 11386   

Meri Tanhaiyon Jagjit Singh 06:23 178691
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:23   Song Number : 178691   

Meri Zindagi Kisi Aur Ki Jagjit Singh 05:58 40848
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Muzaffar Warsi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:58   Song Number : 40848   

Mujhe De Rahe Hain Tasalliyan Jagjit Singh 03:36 40139
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
C K Chauhan, Ghulam Ali
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:36   Song Number : 40139   

Mujhko Yakeen Hain Jagjit Singh 05:46 18476
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 18476   

Na Mohabbat Na Dosti Ke Liye Jagjit Singh 05:10 17861
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 17861   

Naa Shivale Naa Kalisa Naa Haram Jhoothe Hain Jagjit Singh 06:12 16018
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:12   Song Number : 16018   

Naa Tha Kuchh Tu Khuda Tha Jagjit Singh 03:23 15696
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:23   Song Number : 15696   

Nadite Tuphan Ele Jagjit Singh 04:56 14818
 
Poster of Jagjit Singh
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:56   Song Number : 14818   

Nasheeli Raat Mein Zulf Ke Saye Saye (1983) 03:15 37911
 
Poster of Zulf Ke Saye Saye (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Asrar M Suri
Music Director- 
Mohindar Jeet Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:15   Song Number : 37911   

Om Anandmayi Chaitanyamayi Jagjit Singh 07:04 37716
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:04   Song Number : 37716   

Paani Mein Meen Pyaasi Jagjit Singh 05:35 40886
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:35   Song Number : 40886   

Parakhna Mat Parakhne Mein Jagjit Singh 05:07 37499
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:07   Song Number : 37499   
Karaoke Songs of jagjit singh, Sad Songs of jagjit singh, Love Songs of jagjit singh, Dance Songs of jagjit singh, Hip-hop songs of jagjit singh, Best songs of jagjit singh, Super hit songs of jagjit singh, hit songs of jagjit singh, duet songs of jagjit singh, solo songs of jagjit singh, old songs of jagjit singh, famous songs of jagjit singh, Hindi Karaoke Songs of jagjit singh, Hindi Sad Songs of jagjit singh, Hindi Love Songs of jagjit singh, Hindi Dance Songs of jagjit singh, Hindi Hip-hop songs of jagjit singh, best Hindi songs of jagjit singh, super hit Hindi songs of jagjit singh, hit Hindi songs of jagjit singh, duet Hindi songs of jagjit singh, solo Hindi songs of jagjit singh, old Hindi songs of jagjit singh, famous Hindi songs of jagjit singh, Sing Along Songs of jagjit singh, Sing Along Sad Songs of jagjit singh, Sing Along Love Songs of jagjit singh, Sing Along Dance Songs of jagjit singh, Sing Along Hip-hop songs of jagjit singh, Sing Along Best songs of jagjit singh, Sing Along Super hit songs of jagjit singh, Sing Along hit songs of jagjit singh, Sing Along duet songs of jagjit singh, Sing Along solo songs of jagjit singh, Sing Along old songs of jagjit singh, Sing Along famous songs of jagjit singh